Hussain mujhko maaf karna Hussain please forgive me

  • Slides: 12
Download presentation
Hussain mujhko maaf karna Hussain please forgive me Shuja Rizvi understandingaza. com

Hussain mujhko maaf karna Hussain please forgive me Shuja Rizvi understandingaza. com

Ajab tha akbar ki laash par bhi jo meine apni duaein maangi Barehna binte

Ajab tha akbar ki laash par bhi jo meine apni duaein maangi Barehna binte nabi ke sar se jo betiyon ki ridaaein maangi It was strange, I came to the body of Akbar and asked for my hajaat I asked for the Hijabs for my daughter for the sake of the daughters of the Prophet who lost them understandingaza. com

Tarapte Asghar ko dekh kar bhi nawaas o poton ki khair maangi Shikasta qasim

Tarapte Asghar ko dekh kar bhi nawaas o poton ki khair maangi Shikasta qasim ke tukre dekhe pa ham nawaaon ki khair maangi When I saw the tortured Asghar, I prayed for the safety of my grandchildren When I saw the pieces of defeated Qasim, I asked for the safety of our youth understandingaza. com

Maqaame zainab se khaimagah tak kyun meri aankhein khuli huwi thi Tarapte lashon ko

Maqaame zainab se khaimagah tak kyun meri aankhein khuli huwi thi Tarapte lashon ko dekh kar bhi duaon par kyun tuli huwi thi From the Maqaam of Zainab to the Tents why were my eyes so open Seeing the tortured bodies why was I inclined to pray understandingaza. com

Mein tere zakhmi badan se hat kar kyun apni sochon mein ghum khara tha

Mein tere zakhmi badan se hat kar kyun apni sochon mein ghum khara tha Jahaan pe qunba qabila sara zameen pe bikhra huwa para tha Why was I not thinking about your wounded body and was involved in my own thoughts The place where the family and children were scattered understandingaza. com

Mein ganje shuhada ki bikhri lashon pe apne hosho hawaas mein tha Mein thanda

Mein ganje shuhada ki bikhri lashon pe apne hosho hawaas mein tha Mein thanda paani bhi pee raha tha jahan pe asghar bhi pyaas mein tha The place where the martyrs’ dead bodies were scattered, I was in my own thoughts I was drinking cold water where Asghar was thirsty understandingaza. com

Jahaan pe qatil ne nanhi dukhtar ke munh pe itne tamaache maare Jalaaye khayme

Jahaan pe qatil ne nanhi dukhtar ke munh pe itne tamaache maare Jalaaye khayme lagaye dur tarapti bachhi ke dur uthare The place where the murderer slapped the little girl on the face You burnt the tents, you trampled with horses, you took off the earrings of the little girl understandingaza. com

Jahaan pe asghar ke khun ko tu jabeene aqdas pe mal raha tha Jahaan

Jahaan pe asghar ke khun ko tu jabeene aqdas pe mal raha tha Jahaan pe ghazi ke haath lekar tu dushmanon mein bhi chup khara tha Where you were wiping the blood of Asghar on your holy face Where you were standing silently holding the hands of Abbas in the midst of the enemies understandingaza. com

Jahaan pe teri ye reeshe aqdas lahu mein asghar mein tar ba tar thi

Jahaan pe teri ye reeshe aqdas lahu mein asghar mein tar ba tar thi Jahaan pe akbar tarap raha tamam aankhon ki roshni thi Where your holy beard was drenched in the blood of Asghar Where Akbar was suffering, where you lost the light in your eyes understandingaza. com

Tamam maqtal ki un jaghon par ghiza ki har dam talaash mein tha Duaaon

Tamam maqtal ki un jaghon par ghiza ki har dam talaash mein tha Duaaon mein tha mein rizko rozi ki aur fikre muash mein tha Mein apne chehre ki zebo zinat mein intihaayi madan raha tha Shikasta laashon ke darmiyaan bhi mein narm bistar pe khush para tha In all these places I was constantly looking for my own food I was thinking about my own desires, my own rizk and material thoughts I was deeply involved with the beauty of my own face In between the defeated bodies I was sleeping happily on a soft bed understandingaza. com

Mein ek rasmi salam karke kyun teri turbat se hat gaya tha Mein faslon

Mein ek rasmi salam karke kyun teri turbat se hat gaya tha Mein faslon se basaate jaate hi tere roze pe jhuk raha tha Dareeda dehni ki inteha thi mein achhe khanon pe lar raha tha Kahaan ke ansu kahaan ka girya mein is tarah dud mein kab para tha Why did I just say a traditional salam and then left your grave I was paying respect to your grave from a distance My animalistic desires were at its peak, I was fighting for good food What are my tears and what is my crying when I have such behaviour understandingaza. com

Mein tera mujrim hun mere maalik tu mujhko pathar se dur banade Ay Karbala

Mein tera mujrim hun mere maalik tu mujhko pathar se dur banade Ay Karbala ke qadeem qabil tu mjhko asin se hur bana de Mein apne qaim ki khair mangun har ek apni dohaa se pehle Hussain mujhko muaaf karna mein zinda aya hun karbala se I am your wrongdoer my master, you should better me with stones Oh the honour of Karbala, you can easily make me Hur I will ask for the safety of my living Imam before I ask for anything else Hussain forgive me! I have returned from Karbala alive understandingaza. com